logo

Humnasheen Gravity, Bella Mp3 Song Download

Humnasheen - Gravity, Bella

 Humnasheen - Gravity, Bella Mp3 Song Download

 Album/Movie
 Indian Pop New Mp3 Songs - 2024
 Artists
 File Type
mp3
Description
Humnasheen Gravity, Bella Mp3 Song Download, Humnasheen Gravity, Bella Mp3 Song Sung by Gravity Bella from Album Indian Pop New Mp3 Songs 2024 & This Song Music is given by Outfly, Gravity Bella Indian Pop New Mp3 Songs 2024, Humnasheen Gravity, Bella Mp3 Song Download in 64 Kbps 128 Kbps, 320 Kbps Original Sound Track

Singer - Gravity, Bella
Music - Outfly
File Info
Size - 4.71 MB
Quality - 192 Kbps
Duration - 3:00
Added On - 11 Dec,2023
Share
facebook twitter telegram whatsapp

Humnasheen - Gravity, Bella Mp3 Download

Humnasheen Gravity, Bella Lyrics

Lyrics:
[Hook]
Na soya barso se mai raatein kaee,
Fir bhi teri yaadein hai jaati nahi....
Lyrics:
[Hook]
Na soya barso se mai raatein kaee,
Fir bhi teri yaadein hai jaati nahi.
Tu aarzoo meri, taraane humnasheen,
Dararein humarein hi beech aagayi. (×2)
[Verse: GRAVITY]
Mai teri yaadon mein ghumu awara,
Zinda hu yaar, na koi hai chaara.
Tujhe yeh daastan sunake,
Na jaane kitno ki jaane bacha raha.
Jeene ki wajah deke mujhe maar diya,
Tune yeh mera kya haal kiya?
Maine fir khudko sawaar liya....
Par teri, par teri kami ab hoti mehsoos,
Dil mein na rahi tu mere mehfooz,
Tujhe kaise mai jau ab bhool?
Pehle tu bani mehboob,
Jo sapne gaye woh toot.
Bacha na koi wajood....
[Bridge]
Dekhi meri aakhon ne raahein kaee,
Dekhi barsatein, fizaayein kaee.
Bana kyu badnaseeb,
Mai tere jeete-jee?
Tu meri dawa se kaza ho gayi.
[Hook]
Na soya barso se mai raatein kaee,
Fir bhi teri yaadein hai jaati nahi.
Tu aarzoo meri, taraane humnasheen,
Dararein humarein hi beech aagayi.
[Verse: Bella]
Tumse hi kyu mile?
Duaon ko badal deti ho nafrat mein,
Mai ab bhi baitha rehta hu uss panghat pe.
Tune bewafa dhokha de diya,
Baatein ban rahi hai.
Tu sab jaanti hai par chaalak ban rahi hai.
Neend na aaye, maine coffee pi,
Duniya ne feel meri copy ki.
Yaadon mein taapu mai 220,
Bin tere hoti mujhe OCD.
Zara usse call laga oh Siri,
Rude boy bole mujhe meri RiRi.
Hu mai baarvi ke baad se hi aashiq nahi,
Par tere liye phir se ki aashiqui.
Kara maine phone off, rehta hu band mere studio mein hi.
I wanna love usse jo tu hai hi nahi,
Woh bole dhundhna usse jo hai hi nahi.
Blur hone lagi teri photo in my mind,
Mai tanha ho gaya...
[Hook]
Na soya barso se mai raatein kaee,
Fir bhi teri yaadein hai jaati nahi.
Tu aarzoo meri, taraane humnasheen,
Dararein humarein hi beech aagayi.
Na soya barso se mai raatein kaee,
Fir bhi teri yaadein hai jaati nahi.
Tu aarzoo meri, taraane humnasheen,
Dararein hum dono mein le ayegi!
[Outro]
Soya nahi barso se raatein kaee,
Andhere mein tu ab tak mujhko kyu rakhti rahi?
Tumse bewafai ki hai maine kabhi bhi nahi,
Tere dil ne mere khilaaf saazishein rachi.


Other Songs in this Album/Movie